• Uncategorized
  • 0

astrology

Jaisa ki prachin bhartiya parampara anusar, Grah Nachatro ke bare mein bade bade granth v sahitya likhe gaye hain , tatha pure brahmmand ke bare mein aun ginat tathya pramanit hain , jo kalpana aaj se hajaron vers pahle ki gai thi aaj , unka palan hamare rishi muniyon ne kiya taha pramanit bhi kiya , tab ke samaya mein jab koi bhi yantra nahi bana tha , parantu aaj ke vaigyanic ne yantron ke madhyam se tab ki kalpana ko aaj ke yug mein sakaar v pramanit kiya , jaise chndrama ki isthit , prathvi ka chakkar lagana, kitne grah hai,tab koi bhi doorbin nahi thi , tab svaim ki calculation ke dwara pata kiya . Jisko aaj ke vigyan ne use aage badaya , parantu astrology per vaigyanikon ne dyan hi nahi diya iska bhi koi karan hai. us per main nahi jaunga, jaisa ki nine grah ki baat hai to ek seema tak kisi bhi poer ko prayog kiya ja sakta hai ,ya aser ho sakta hai ,yadi magnet ko ek squence mein rakh diya jaye to door ke chumbak ka aser kendra per nahi ke bara padega , aap samajh sakte hain,isi liye nine grah ka pravdhan kiya gaya hai.

danyabad

You may also like...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *