Brahma Puran
This puran Consisting of 10,000 shlokas, Primarily describes the life scretch of Lord Shri Krishna. The akhyanas in the vaidic book called sankhyayan brahmin, Atariya brahmin, Brudhdevata ect have been further eloborated in this puran.
Get your free blog now!
This puran Consisting of 10,000 shlokas, Primarily describes the life scretch of Lord Shri Krishna. The akhyanas in the vaidic book called sankhyayan brahmin, Atariya brahmin, Brudhdevata ect have been further eloborated in this puran.
GOD:- (Full form is Generator-Operator-Destroy)
It mean ,G for -Generate ,Making ,Born,utpann karna,avtarit hona etc.
O for -Operate Karna, Chalana, Sikhana , Khilana , shikcha dena, aakar dena, vistar karna , vayu , akash, Jal, Prathvi, agni dwara srashti ko Chalana etc
D for- Destroy karna , Mitana, Annt karma , marna ,vidhna dalna, narka bhogna, beemari, Tufan etc.
Chota parda , aaj doordarshan ke dwara jo bhi public ke samne parosa ja raha hai, yeh bharat ke liye bahut hi ghatak hai , koi bhi dharawahik aap dekhe patni kisi ki hoti hai, bachcha kisi kahota hai, kabhi teen teen husband ho chuke hote hain ,chauthe ke pass rahti hai, pait mein bachcha hota hai sadi kisi aur se hoti hai etc.
Jaisa ki prachin bhartiya parampara anusar, Grah Nachatro ke bare mein bade bade granth v sahitya likhe gaye hain , tatha pure brahmmand ke bare mein aun ginat tathya pramanit hain , jo kalpana aaj se hajaron vers pahle ki gai thi aaj , unka palan hamare rishi muniyon ne kiya taha pramanit bhi kiya , tab ke samaya mein jab koi bhi yantra nahi bana tha , parantu aaj ke vaigyanic ne yantron ke madhyam se tab ki kalpana ko aaj ke yug mein sakaar v pramanit kiya , jaise chndrama ki isthit , prathvi ka chakkar lagana, kitne grah hai,tab koi bhi doorbin nahi thi , tab svaim ki calculation ke dwara p
sochane vali baat hai ki yeh brahmmand ki utpatti kaise hui.Iska koi annt nahi hai ,ayesa main manta huin jab kisi vastu ki utpatti hoti hai to vah kaisi dikhti hai , apne dekha hoga egg ,murgi, batakh, fish, magar,etc . sabhi ke egg akaar mein chote bade ho sakte hai per banavat mein ek jaise hote hain, ab aap kisi bhi plant ka beej dekhein aakar chota bada hota hai per banavat ek jaisi hoti hai,aap mango, seesam, jamun, etc. sabhi goal jaise hote hai per goal nahi hote, Na hi koi grah golai se ghomta hai sabhi andakar ghomte hain,bus aisa hi brahmmand hoga.
Pichle 4 saal se yeh chetra sukhe ki chapet mein hai,per bharat sankar ne kya kiya, sarkar ko chalane wale kaun hai , bade bade danna seith ,udhog pati, lakhak,sahityakar,patrakar,samaj sevi, film stars, tatha bade bade alankaron se sushobhit log jinhe satta mein bhagidar bana kar ,desh ki sanshad mein kursi di hui hai ,kya ye log so rahe hain,kahan gai inki awaj , likhte ,bolte va jante to badi badi batain hai, channels per debate main badi badi batein karte hain per kya unhe ,bundelkand ke kishano ki jara bhi fikra hai, yadi hoti to jaroor jate ,per kya karein inhe roti to khani nahi , roti
kANPUR CITY
Kanpur ek aisa sahar hai jiska vikash sayad hi ho. bade bade politicians hote hue bhi iska vikash asambhav hai, Main pichle 30 verso se dekh raha hun , news paper main her month khabar chpegi ki itna paisa pass ho gaya , fala churahe per over bridge banega, bus kam suru hone vala hai, bi-pass banega kabhi mandhana se bhauti , kabhi …. se unnao tto kabhi , gt road chchuda hoga aadi.
Pyare Doston, Pichli bar maine chrcha ki thi ki ‘apna bharat mahan” Ho bhi kyiun na apne desh main badi hi mahan vibhutio ne janam liya hai tatha her chatra me jo manav jevan ke liye jaruri hai.
Ab yah to kisi ko pata nahi ki jab , aane jane ka koi sadhan nahi tha tab log paidal yatra karte the, fir pahiye ka avishkar hua, tab bailgadi bani,disha ka gyan na hone per rashte bane, ek dusre se mile,gram bane ,kasbe bane ,sahar bane ,rajya bane ,desh bane, fir jakar videsh bane jinki bad me ek dusre mahadweepo me khoj hui.
Priya Mitro, Aaj apne desh ki halat din per din bad se badter hoti ja rahi hai, Aur hum shabhi hanth per hanth der ka baithe tamasha dekh rehe hain, hum kya kar shakte hain yeh socha hai kabhi apne yadi nahi socha hai tab bahut pachtain ge .
Post Reactions