• Uncategorized
  • 0

Lonely life

kya gam hai samandar ko bata bhi nahi sakta
aansoo ki tarah aankh tak aa bhi nahi sakta
tu chaod raha hai isme teri khata kya hai
har shakhs mera saath nibha bhi nahi sakta
waise to ek katra bi mujhe baha ke le jaye
aisa koi toofan bula bhi nahi sakta
yase rah jaate hain jamaane ke sawal
kiske liye zinda hun bata bhi nahi sakta

yun to bheed bahut hai jahan mein magar
hamne har waqt khud ko tanha hi paya hai
ussse kahan tak mangte khushi k lamhe
jab gam hi hamre naseeb mein aaya hai
main sochta hun us khuda ke baare mein
bewajah hamein is jahan mein kyoun le aaya hai
yahan par to sabhi jinda log hain
tabhi ti koi hamein samajh nahi paya hai

You may also like...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *