• Uncategorized
  • 1

Brahmmand

sochane vali baat hai ki yeh brahmmand ki utpatti kaise hui.Iska koi annt nahi hai ,ayesa main manta huin jab kisi vastu ki utpatti hoti hai to vah kaisi dikhti hai , apne dekha hoga egg ,murgi, batakh, fish, magar,etc . sabhi ke egg akaar mein chote bade ho sakte hai per banavat mein ek jaise hote hain, ab aap kisi bhi plant ka beej dekhein aakar chota bada hota hai per banavat ek jaisi hoti hai,aap mango, seesam, jamun, etc. sabhi goal jaise hote hai per goal nahi hote, Na hi koi grah golai se ghomta hai sabhi andakar ghomte hain,bus aisa hi brahmmand hoga. Pura brahmmand chote chote prakash punj se vidhman hai jo tarangon ke carrier ka karya karti hain, yadi kisi egg ke ander glass ki koting kar di jaye to usme prakash dene per sara prakash parivartit hota rahega isi aadhar per hamari suchnaye bhi paravartit hokar ek jagah se dusri jagah tak pahuch jati hai………….vishtar…….

You may also like...

1 Response

  1. madhu_vamsi says:

    that was atti sundar

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *